
Shasak Muhammad Bin Tughlaq: Virodahabason ka Sammishran
Shasak Muhammad Bin Tughlaq: Virodahabason ka Sammishran
Dr Tanuja Kumari
Select Format


Muhammad bin Tughlaq ek shasakt ewam kushal shasak tha aur madhya yug ka sabse virodhabhasi rajkumar tha.Stanley Lanepoole ne Ulugh khan, Muhammd ke vishya mein tippani ki hai-'' Muhammad bin Tughlaq madhyakalin Bharat ka sabse akramak vyakti tha. Wah apni umar ke aage ke aage ke vicharon wale vyakti the .''Tughlaq ko lekar vivad hai, itihaskar swayam virodhbhasi tippniyon mein phanse hue hain.Muhammad bin Tughlaq, vastav mein ek asadharan vyaktitva the aur itihas mein unka sthan nirdharit karna ek kathin karya hai. Is pustak mein Muhammad bin Tughlaq ke karyon, uske vyaktitva, grih niti, videsh niti, uske shasan kal mein ho rahe vidrohon ki samagr jankari hai.
User reviews will be displayed here...
Related products or products you might find interesting









